Tehzeeb Kaha Milegi Lyrics | Jal Pari (Album) | Atif Aslam | Atif Aslam

Tehzeeb Kaha Milegi Lyrics | Jal Pari (Album) | Atif Aslam | Atif Aslam

Tehzeeb kahan milegi
Tujhe wehshat mein
Aur pyar kahan milega
Tujhe is shehr mein

Dil chup raha kuch na kaha
Suna gham judai ka bura
Mujhe aazma sun le dua
Kyu tu rahe yu khafa
Aetbaar kahan milega
Tujhe is shehr mein
Pyar kahan milega
Tujhe is safar mein
Tehzeeb kahan milegi
Tujhe wehshat mein

Khwaabo mein aa chehra dikha
Raato ko de din naya
Mujhe aazma sun le dua
Kyu tu rahe yu khafa
Tehzeeb kahan milegi
Tujhe wehshat mein
Aur pyar kahan milega
Tujhe is shehr mein
Tehzeeb kahan milegi
Tujhe wehshat mein
Aur pyar kahan milega
Tujhe is shehr mein

MovieJal Pari (Album)
SingerAtif Aslam
Music ComposerAtif Aslam

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *