Bhigi Bheegi Yaade Lyrics | Jal Pari (Album) | Atif Aslam | Atif Aslam

Bhigi Bheegi Yaade Lyrics | Jal Pari (Album) | Atif Aslam | Atif Aslam

Bheegi bheegi yaade
Bheegi bheegi yaade
Na main janu
Na tu jaane
Phir kyu hai ye tanhai
Kaisi hai ye ruswayi
Gum ho gaye tum
Kho gaye hum
Wo lamhe

Aandhi ho ya tufan ho
Mere man mein rahe tu sada
Koi apna ho ya paraya ho
Use dhundu main kahan
Phir kyu hai ye tanhai
Kaisi hai ye ruswayi
Gum ho gaye tum
Kho gaye hum
Wo lamhe
Raate koi na jane
Thi kaisi baate
Wo barasate
Wo bheegi bheegi yaade
Wo bheegi bheegi yaade

Sagar ki in lahro se gehra hai mera pyaar
Sehrao ki hawaon mein kaise aayegi bahar
Phir kyu hai ye tanhai
Kaisi hai ye ruswayi
Gum ho gaye tum
Kho gaye hum
Wo lamhe
Wo raate koi na jane
Thi kaisi baate
Wo barasate
Wo bheegi bheegi yaade
Wo bheegi bheegi yaade
Wo lamhe wo raate
Koi naa jane
Bheegi yaade
Wo lamhe wo raate
Koi naa jane
Bheegi yaade
Wo lamhe wo raate
Koi naa jane
Bheegi yaade
Wo lamhe wo raate
Koi na jane bheegi yaade
Wo lamhe

MovieJal Pari (Album)
SingerAtif Aslam
Music ComposerAtif Aslam

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *