Tan Ke Tambure Me Do Saanso Ke Taar Bole Lyrics | Janam Janam Ke Phere | Manna Dey | S N Tripathi

Tan Ke Tambure Me Do Saanso Ke Taar Bole Lyrics | Janam Janam Ke Phere | Manna Dey | S N Tripathi

Tan ke tambure me do saso ke tar bole
Jai radhe shyam shyam
Jai sita ram ram
Tan ke tambure me do saso ke tar bole
Jai radhe shyam shyam
Jai sita ram ram

Ab to is tan ke mandir me
Parbhu ka hua basera
Parbhu ka hua basera
Ab to is tan ke mandir me
Parbhu ka hua basera
Parbhu ka hua basera
Magan hua man mera
Magan hua man mera
Chhuta janam janam ka fera re
Janam janam ka fera
Man ko muraliya me
Man ko muraliya me
Man ko muraliya me
Sur ka singar bole
Jai radhe shyam shyam
Jai sita ram ram
Tan ke tambure me do saso ke tar bole
Jai radhe shyam shyam
Jai sita ram ram

Lagi lagan lila dhari se
Jagi re jagmag jyoti
Lagi lagan lila dhari se
Jagi re jagmag jyoti
Ram nam ja heera paya
Ram nam ja heera paya
Shyam nam ka moti
Jagi re jagmag jyoti
Pyasi do ankhiyo me
Pyasi do ankhiyo me
Pyasi do ankhiyo me
Aasu ki dhar bole
Jai radhe shyam shyam
Jai sita ram ram
Tan ke tambure me do saso ke tar bole
Jai radhe shyam shyam
Jai sita ram ram
Jai radhe shyam shyam
Jai sita ram ram

MovieJanam Janam Ke Phere
SingerManna Dey
DirectorManno Desai, Vijay Sadanah
Music ComposerS N Tripathi
LyricistBharat Vyas
Star CastB M Vyas, Manhar Desai, Nirupa Roy, Krishan Kumari, Amirbai Karnataki

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *