Takdir Banee Bankar Bigadee Lyrics | Mela (1948) | Shamshad Begum | Naushad

Takdir banee bankar bigadee, duniya ne hame baabaad kiya – (2)
Dukh dard ke haatho lutkar bhee, iss dil ne tujhee ko yaad kiya – (2)
Takadeer banee

Ham dil kee lagee ko kya roye, ulfat me hajaaro ghar ujade
Ai ishk ke maaro tum hee kaho, kismat ne kise aabaad kiya – (2)
Takadeer banee

Iss kaid me jina mushkil hai, ai maut lagee hai aas teree ho o o o….
Chupake se jara aakar kah de, ja hamane tujhe aajaad kiya – (2)
Takdir banee bankar bigadee, duniya ne hame baabaad kiya – (2)
Takadir banee

MovieMela (1948)
SingerShamshad Begum
Music ComposerNaushad
LyricistShakeel Badayuni

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *