Phir Aah Dil Se Nikali Lyrics | Mela (1948) | Zohrabai Ambalewali | Naushad

Phir aah dil se nikali, tapaka lahu jigar se
Shaayad woh ja rahe hai, chhupkar meri najar se
Chhupkar meri najar se – (4)
Shaayad woh ja rahe hai, chhupkar meri najar

Maalum kya tha dil pe aa aa aa…
Ik yeh sitam bhi ho ga haan aa aa aa..
Aayenge aur aakar phir jaayenge o dar se
Phir jaayenge o dar se – (2)
Aayenge aur aakar phir jaayenge o dar

Woh jaanate toh honge haan aa aa aa…
Woh jaanate toh honge majburiya hamaari ee ee ee…
Hum jinako dekjhate hai hasrat bhari najar se
Hasrat bhari najar se – (4)
Hum jinako dekjhate hai hasrat bhari najar

Hum ho gaye paraaye aa aa aa…
Abb unase waasta kya aa aa aa..
Keh de unase koyi gujare na woh idhar se
Gujare na woh idhar se – (2)
Keh de unase koyi gujare na woh idhar se

MovieMela (1948)
SingerZohrabai Ambalewali
Music ComposerNaushad

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *