Tadpati Hai Tarsati Hai Lyrics  | Tera Mera Saath Rahen | Ajay Devgn, Sonali Bendre | Alka Yagnik, Udit Narayan | Anand Raj Anand

Tadpati Hai Tarsati Hai Lyrics | Tera Mera Saath Rahen | Ajay Devgn, Sonali Bendre | Alka Yagnik, Udit Narayan | Anand Raj Anand

Tarsati hai tadpati hain
Deewana sa kar jati hain
Oh yaadon se keh do
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Tarsati hai tadpati hain
Deewana sa kar jati hain
Oh yaadon se keh do
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai

Beeta sukh bhi dukh lagta hain
Jab yaadein aati hain
Beeta sukh bhi dukh lagta hain
Jab yaadein aati hain
Bhooli bisri apni saari baatein dourati hain
Aaj bhi meri saason ko teri zulfein mehkaati hain
Lehraati hain behlaati hain
Deewana sa kar jaati hain
Oh yaadon se keh do
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai

Woh galiyan woh ghar woh manjar
Yaadon mein aate hain
Haan woh galiyan woh ghar woh manjar
Yaadon mein aate hain
Yeh aansoon ye dard-e-dil yaadon ki saugaatein hain
Door hai tu nazron se par mere saamne muskaati hain
Sharmaati hai ghabraati hain
Deewana sa kar jaati hain
Oh yaadon se keh do
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Tarsati hai tadpati hai
Deewana sa kar jati hain
Oh yaadon se keh do
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai
Yaad kyon aati hai.

MovieTera Mera Saath Rahen
SingerAlka Yagnik, Udit Narayan
DirectorMahesh Manjreker
Music ComposerAnand Raj Anand
LyricistSameer
Star CastAjay Devgn, Sonali Bendre, Namrata Shirodkar
LabelTips Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *