Taro ka ye khazana
Taro ka ye khazana
Ye chandani suhani
Kitna hasi fasana
Kitni hasi kahani
Soya hua zamana jagi hui jawani
Aye chand muh chupa le,aye chand muh chupa le
Hai chand mere ghar me
Hai chand mere ghar me
Kyu tujhko rat layi hai
Wo hai meri najar me
Ya chand hai diwana
Ya rat hai diwani
Soya hua zamana
Jaagi hui jawani
In mast badlo ki
In mast badlo ki
Maujo me bah rahi hu
Samjho agar to mai ek
Afsana kah rahi hu
Kahne ka jab maza hai
Kahne ka jab maza hai
Sunte ho wo kahani
Soya hua zamana
Jagi hui jawani
Taro ka ye khazana
Taro ka ye khazana
Ye chandani suhani
Soya hua zamana jagi hui jawani
| Movie | Nisbat |
| Singer | Mohammed Rafi, Shamshad Begum |
| Director | Shamsuddin |
| Music Composer | Govind Ram |
| Lyricist | Hasrat Jaipuri |
| Star Cast | Yakub, S Mazhar, Munawar Sultana, Zeba, Sofia, Jillo |

