Taar Taar Baj Raha Dil Ke Sur Bahar Ka Gun Guna Le Aa Piya Geet Aaj Pyar Ka Lyrics | School Master | Manna Dey, Lata Mangeshkar | Vasant Desai

Taar Taar Baj Raha Dil Ke Sur Bahar Ka Gun Guna Le Aa Piya Geet Aaj Pyar Ka Lyrics | School Master | Manna Dey, Lata Mangeshkar | Vasant Desai

Tar tar baj raha dil ke sur bahar ka
Gungunale aa piya git aaj pyar ka
Aa piya sajaniya aa piya sajaniya

Tar tar baj raha dil ke sur bahar ka
Gungunale aa piya geet aaj pyar ka
Aa piya sajaniya aa piya sajaniya

Aake hath thamle mujhpe nasha cha gaya
Jab kisi ka dil lute aaj wo din aa gaya
Aake hath thamle mujhpe nasha cha gaya
Jab kisi ka dil lute aaj wo din aa gaya
Lutle aaj maja is bahar ka
Aa piya sajaniya aa piya sajaniya

Samjh le sajan ye jawani ka isara
Jawani ka isara
Ye wo umar hai jo nahi aaye dobara
Nahi aaye dobara
Oh yu hi gujar jaye na ye sma khumar ka
Aa piya sajaniya aa piya sajaniya

Ye rangila waqt hai dur dur kyu rahe
Ho dil se mila dil hai jab fir judai kyu sahe
Ye rangila waqt hai dur dur kyu rahe
Ho dil se mila dil hai jab fir judai kyu sahe
Aaj ke mausam ke kam kya intzar ka
Aa piya sajaniya aa piya sajaniya

MovieSchool Master
SingerManna Dey, Lata Mangeshkar
DirectorB R Panthalu
Music ComposerVasant Desai
LyricistKavi Pradeep
Star CastB R Panthalu, M V Rajamma, Shakeela, B S Saroj, Karan Dewan, Radha Kishan, Kamini Kadam, Raja Gowswami

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *