Sunte hain koi
Maut ka mehmaan huaa hain
Parvana koi samma pe
Kurbaan huaa hain
Ye kaun tha jo mit gaya
Insaan ki khatir
Insaan tha insaan se
Bhagwan huaa hain
| Movie | Insaaniyat |
| Singer | Hemant Kumar |
| Director | S S Vasan |
| Music Composer | Chitalkar Ramchandra |
| Lyricist | Rajinder Krishan |
| Star Cast | Dilip Kumar, Dev Anand, Jayant, Bina Roy, Agha, Vijayalaxmi, Shobhna Samarth, Jairaj |

