Suno Na Lyrics  | Jhankaar Beats | Sanjay Suri, Rahul Bose | Shaan | Shekhar Ravjiani, Vishal Dadlani

Suno Na Lyrics | Jhankaar Beats | Sanjay Suri, Rahul Bose | Shaan | Shekhar Ravjiani, Vishal Dadlani

Dil ne tum ko chun liya hai
Tum bhi usko chuno na
Khwaab koi dekhta hai
Tum bhi sapne buno na
Dil ne tum ko chun liya hai
Tum bhi usko chuno na
Khwaab koi dekhta hai
Tum bhi sapne buno na

Dil yeh mera tumse
Kuch keh raha hai
Suno na
Dil yeh mera tumse
Kuch keh raha hai
Suno na
Dil ne tum ko sapne buno na
Dil yeh mera tumse
Kuch keh raha hai
Suno na
Dil yeh mera tumse
Kuch keh raha hai
Suno na

Dur ho kar bhi
Dur tum nahin ho
Paas ho lekin paas
Kyon nahin ho
Dur ho kar bhi
Dur tum nahin ho
Paas ho lekin paas
Kyon nahin ho
Tanha tanha sama
Hai mehki mehki hawa
Keh raha hai jahan jo suno na
Dil ne tum ko chun liya hai
Tum bhi usko chuno na
Khwaab koi dekhta hai
Tum bhi sapne buno na
Dil yeh mera tumse
Kuch keh raha hai
Suno na
Dil yeh mera tumse
Kuch keh raha hai
Suno na

Dekhlo mausam
Kitna suhana hai
Pyaar karne ka
Yeh to ek bahana hai
Dekhlo mausam
Kitna suhana hai
Pyaar karne ka
Yeh to ek bahana hai
Muskurati fiza gungunati hawa
Keh raha hai jahan jo suno na
Dil ne tum ko chun liya hai
Tum bhi usko chuno na
Khwaab koi dekhta hai
Tum bhi sapne buno na

Dil yeh mera tumse
Kuch keh raha hai
Suno na
Dil yeh mera tumse
Kuch keh raha hai
Suno na suno na.

MovieJhankaar Beats
SingerShaan
DirectorSujoy Ghosh
Music ComposerShekhar Ravjiani, Vishal Dadlani
LyricistVishal Dadlani
Star CastSanjay Suri, Rahul Bose, Juhi Chawla, Shayan Munshi, Rinke Khanna, Riya Sen
LabelEMI

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *