Suno Meri Fariyad Lyrics | Air Mail | Suman Kalyanpur | Sardul Kwatra

Suno Meri Fariyad Lyrics | Air Mail | Suman Kalyanpur | Sardul Kwatra

Tere darbaar me data
Sada insaaf hota hain
Use tu paar karta hain
Jise tufaan dubota hain
Sun meri fariyad kiya hain
Maine tujhko yaad
Sun meri fariyad kiya hain
Maine tujhko yaad
Kar dega barbaad meri duniya ek saiyad
Sun meri fariyaad

Jab jab tere bando ne di teri duhai
Tab tab maliq tune hi unki laaj bachai
Aaj magar khamosh hain tu
Aaj magar khamosh hain tu
Kyun dekh ke ye bedag
Sun meri fariyad kiya hain
Maine tujhko yaad
Kar dega barbaad meri duniya ek saiyad
Sun meri fariyaad

Ek taraf ek sikandar ki shan hain
Ek taraf begunaho ki jaan hain
Aaj sare jamane ke samane
Tere insaaf ka imtihaan hain
Naam mitega tera bhi
Naam mitega tera bhi
Mere mitane ke baad
Sun meri fariyad kiya hain
Maine tujhko yaad
Kar dega barbaad meri duniya ek saiyad
Sun meri fariyaad

MovieAir Mail
SingerSuman Kalyanpur
DirectorB J Patel
Music ComposerSardul Kwatra
LyricistAnand Bakshi
Star CastRajan, Malini, Jyoti, Rajan Kapoor, Merajkar, Maruti

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *