Balma Sajna Duniya Bhoola Di Lyrics | Akalmand | Usha Mangeshkar, Asha Bhosle | O P Nayyar

Balma Sajna Duniya Bhoola Di Lyrics | Akalmand | Usha Mangeshkar, Asha Bhosle | O P Nayyar

Baalma sajna baalma sajna
Duniya bhula di tere pyaar ne
Tere pyaar ne
Tere pyaar ne
Baalma sajna baalma sajna
Duniya bhula di tere pyaar ne
Tere pyaar ne
Tere pyaar ne baalma

Dekha pahali baar tumhe
Hay kya nazara tha
Dekha pahali baar tumhe
Hay kya nazara tha
Kis tarah bataye tumhe haal jo hamara tha
Kis tarah bataye tumhe haal jo hamara tha
Luta hain dil ye bekrar ne
Bekrar ne
Bekrar ne
Baalma sajna baalma sajna
Ha duniya bhula di tere pyaar ne
Tere pyaar ne
Tere pyaar ne baalma

Ho jo mere bas me to
Motiyo me taul du
Ho jo mere bas me to
Motiyo me taul du
Pyaar hain kisi se tumhe
Bhed sara khol du
Pyaar hain kisi se tumhe
Bhed sara khol du
Thaani hain kya dil me sarkar ne
Sarkar ne
Sarkar ne
Baalma sajna baalma sajna
Ha duniya bhula di tere pyaar ne
Tere pyaar ne
Tere pyaar ne
Baalma sajna baalma sajna
Ha duniya bhula di tere pyaar ne
Tere pyaar ne
Tere pyaar ne baalma

MovieAkalmand
SingerUsha Mangeshkar, Asha Bhosle
DirectorRoop K Shrey
Music ComposerO P Nayyar
LyricistAziz Kashmiri
Star CastKishore Kumar, Dev Anand, Sonia Sahini, Tun Tun, I S Johar, Parveen Choudhary, Khursheed

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *