Sundari Aay Haay Sundari Apun Ko Bhi Ek Nazar Dekho Naa Lyrics | Anokhi Ada | Kishore Kumar | Laxmikant Pyarelal

Sundari Aay Haay Sundari Apun Ko Bhi Ek Nazar Dekho Naa Lyrics | Anokhi Ada | Kishore Kumar | Laxmikant Pyarelal

Sundri aye haye sundri sundri aye haye sundri
Apun ko bhi ek nazar dekho na
Bure nahi ham bhi idhar dekho na
Apun ko bhi ek nazar dekho na
Bure nahi ham bhi idhar dekho na
Sundri aye haye sundri
Sundri aye haye sundri

Kaisi anokhi ada jani hai teri
Kaisi anokhi ada jani hai teri
Phir se baiya jara pyar se meri
Tera yar mai nahi hai
Magar aisi kya kami hai
Shakal to milti hai tere yar se meri
Hai na yahi baat to phir dekho na
Bure nahi ham bhi idhar dekho na
Sundri aye haye sundri
Sundri aye haye sundri

Dikhne me kangnal hai pan raja hai dil ka
Dikhne me kangnal hai pan raja hai dil ka
Aa mai bana dega tujhe pyar ki mallika
Kabhi ek roj aake mera jhopda basa de
Jhopad me dikhla du maja rajmahal ka
Hai na yahi baat to phir dekho na
Bure nahi ham bhi idhar dekho na
Sundri aye haye sundri
Sundri aye haye sundri

Ho gayi gussa are tum to kasam se
Ho gayi gussa are tum to kasam se
Aisi badi kaun khata ho gayi hamse
Gore galo wali bai jara tham li kalai
Khali pili tum to khafa ho gayi hamse
Hai na yahi bat to phir dekho na
Bure nahi ham bhi idhar dekho na
Sundri aye haye sundri
Sundri aye haye sundri
Apun ko bhi ek nazar dekho na
Bure nahi ham bhi idhar dekho na
Sundri aye haye sundri
Sundri aye haye sundri

MovieAnokhi Ada
SingerKishore Kumar
DirectorKundan Kumar
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistMajrooh Sultanpuri
Star CastJeetendra, Rekha, Vinod Khanna, Mehmood, Jeevan, Nasir Hussain, Dina Nath, Narbada Shankar, Kanhaiya Lal, Manmohan Krishna, Brahmachari, Padma Khanna, Manmohan, Parveen Paul, Keshav Rana, Sanjana

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *