Sun Jane Jaan, Khata Hai Pyar, Yeh Bahar Ka Sama Lyrics | Sannata | Udit Narayan, Alka Yagnik | Rajesh Roshan

Sun jane ja kahta hai kya ye bahar ka shama
Kahe lelo ye najare
Ban jao hamare sajna sajna sajna

Ban jao hamare sajna sajna sajna sun jane ja

La apni aankho ke jam barso ka pyasa hai dil
Bharke milan ka nasha tumko bulata hai dil

Kho jaye aao kahi hum chalke phulo tale
Fir na juda ho kabhi aise mile ham gale

Ek tere kajal se aaj kitni hai kali ghata
Chhayi hui hai tamam kya pyar wali ghata

Ha dekho na kahta hai kya
Ye bahar ka shama kahe lelo ye najare
Ban jao hamare sajna sajna sajna
Sun jane ja kahta hai kya ye bahar ka shama

MovieSannata
SingerUdit Narayan, Alka Yagnik
DirectorShyam Ramsay, Tulsi Ramsay
Music ComposerRajesh Roshan
LyricistMajrooh Sultanpuri
Star CastVinod Mehra, Deepak Parashar, Sarika, Mehmood, Shobhana, Vijay Arora, Bharat Kapoor, Bindiya, Lalita Pawar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *