Solah Baras Intezar Kar Liya Lyrics | Agniputra | Asha Bhosle | Nikhil

Solah baras intezar kar liya – 2
Satra laga to maine pyar kar liya
Haye satra laga to maine pyar kar liya
Pyar kar liya maine pyar kar liya
Tumse pyar kar liya maine pyar kar liya
Solah baras intezar kar liya
Ho solah baras intezar kar liya
Satra laga to maine pyar kar liya
Haye re satra laga to maine pyar kar liya

Rate akeli mere din gaye akele
Jaldi se mujhko baho me lele
Haye haye rate akeli mere din hai akele
Jaldi se mujhko baho me lele
Chupake se aaja mere dil me smaja
Tum ko pasand maine yaar kar liya
Solah baras intezar kar liya – 2
Satra laga to maine pyar kar liya
Haye re satra laga to maine pyar kar liya

Mithe mithe se dard uthne lage hai
Sare badan me kante chubhne lage hai
Haye haye haye haye
Mithe mithe se dard uthne lage hai
Sare badan me kate chubhne lage hai
Kitna maja ab aane laga hai
Dil ko jara sa bekrar kar liya
Solah baras intezar kar liya
Ho solah baras intezar kar liya
Satra laga to maine pyar kar liya
Haye haye satra laga to maine pyar kar liya

Meri jawani mere piche padi hai
Laj sharam rasta roke khadi hai
Tir sa dil me koi atka hua hai
Tir ye dil ke aar-par kar gaya
Solah baras intezar kar liya
Ho solah baras intezar kar liya
Satra laga to maine pyar kar liya
Haye satra laga to maine pyar kar liya
Pyar kar liya maine pyar kar liya
Tumse pyar kar liya maine pyar kar liya

MovieAgniputra
SingerAsha Bhosle
Music ComposerNikhil

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *