Sikh Le Babu Pyar Ka Jadu Lyrics  | Dilli Ka Thug | Kishore Kumar, Nutan | Asha Bhosle | Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Sikh Le Babu Pyar Ka Jadu Lyrics | Dilli Ka Thug | Kishore Kumar, Nutan | Asha Bhosle | Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Sikh le babu pyar ka jadu
Mere pas chirag alladin ka
Sikh le babu pyar ka jadu
Mere pas chirag alladin ka
Ek bar jo dekhe woh ho jaye divana
Khali nahi jaye mere tir ka nishana
Sikh le babu pyar ka jadu
Mere pas chirag alladin ka
Sikh le babu pyar ka jadu
Mere pas chirag alladin ka

Mai pariyo ki shahjadi
Mai ne badla apna bhes re
Le chhod ke apni nagri
Mai toh aayi tere des re
Aaja mil ke gaye dono
Pyar ka tarana
Sikh le babu pyar ka jadu
Mere pas chirag alladin ka
Sikh le babu pyar ka jadu
Mere pas chirag alladin ka

Yeh akhiya gulabi meri
Ras ki hain pyaliya
Hain bijli ka rang mere
Hontho ki yeh laliya
Dur se dekha karo mujhe
Tum hath na lagana
Sikh le babu pyar ka jadu
Mere pas chirag alladin ka
Sikh le babu pyar ka jadu
Mere pas chirag alladin ka.

MovieDilli Ka Thug
SingerAsha Bhosle
DirectorS.D. Narang
Music ComposerRavi Shankar Sharma (Ravi)
LyricistShamsul Huda Bihari (S. H. Bihari)
Star CastKishore Kumar, Nutan, Madan Puri, Iftekhar
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *