Shyam Shyam Re Lyrics  | Apna Haath Jagannath | Kishore Kumar, Sayeeda Khan | Asha Bhosle | Sachin Dev Burman

Shyam Shyam Re Lyrics | Apna Haath Jagannath | Kishore Kumar, Sayeeda Khan | Asha Bhosle | Sachin Dev Burman

Ghanshyam ghanshyam
Shyam shyam re
Ghanshyam ghanshyam
Shyam shyam re
Bansi ki tan suna
Bane mora kam re
Bansi ki tan suna shyam

Ghanshyam ghanshyam
Shyam shyam re
Bansi ki tan suna
Bane mora kam re
Bansi ki tan suna shyam

Dukh ka sagar man ki dhara
Dagmag nayya dur kinara
Dukh ka sagar man ki dhara
Dagmag nayya dur kinara
Nayya khiwaya bin mori dole
Raswan me aata hai
Jiwan bhi khole
Choti si choti si jan bata
Bada tora nam re
Ghanshyam ghanshyam
Shyam shyam re
Bansi ki tan suna
Bane mora kam re
Bansi ki tan suna shyam

Dropdi ko diya sahara
Mahabali ko tune tara
Dropdi ko diya sahara
Mahabali ko tune tara
Aake ahillya ko mukti dilayi
Parhlad ki laz tune bachai
Bhakto ke bhakto ke
Hath sada bika bina dam re
Bansi ki tan suna shyam
Ghanshyam ghanshyam
Shyam shyam re
Bansi ki tan suna
Bane mora kam re
Bansi ki tan suna shyam

Ghanshyam ghanshyam
Shyam shyam re
Bansi ki tan suna
Bane mora kam re
Bansi ki tan suna shyam
Shyam shyam shyam re
Shyam shyam shyam re.

MovieApna Haath Jagannath
SingerAsha Bhosle
DirectorMohan Sehgal
Music ComposerSachin Dev Burman
LyricistKaifi Azmi
Star CastKishore Kumar, Sayeeda Khan, Nazir Hasain, Leela Chitnis, Jagdev
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *