shq Da Maara Lyrics | Kuch Kuch Locha Hai | Jubin Nautiyal | Amjad Nadeem

(Lakh bachaaye naina humne rokh naa paaye naina apane – 2
Saari khudaaiyaan tujhpe lootaiyaan – 2
Hadd ho gayi hai haay rabba dil se bechara hoon
Unse keh dona ke mein ishqda maara hoon – 3) – 2

Tera chehara dekhoon khuda mein – 2
Tu hain dil mein tu hain duwaa mein
Tujhmein kahin kho jaaun me bass tera ho jaaun
Saari khudaaiyaan tujhpe lootaiyaan – 2
Hadd ho gayi hai haay rabba dil se bechara hoon
Unse keh dona ke mein ishqda maara hoon – 3

Zidd na chode dil jazbaati – 2
Soche tujhko ab din raati tere hi sadd ke jaaye
Bin tere naa reh paaye
Saari khudaaiyaan tujhpe lootaiyaan – 2
Hadd ho gayi hai haay rabba dil se bechara hoon
Unse keh dona ke mein ishqda maara hoon – 3

MovieKuch Kuch Locha Hai
SingerJubin Nautiyal
Music ComposerAmjad Nadeem
LyricistAmjad Nadeem

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *