Shayaraana Si Hai Jindagi Ki Faja Lyrics | Phir Teri Kahani Yaad Aaye | Alka Yagnik | Anu Malik

Shayaraana Si Hai Jindagi Ki Faja Lyrics | Phir Teri Kahani Yaad Aaye | Alka Yagnik | Anu Malik

Shayaraana si hai
Jindagi ki faja
Aap bhi jindagi ka
Maja lijiye
Shayaraana si hai
Jindagi ki faja
Aap bhi jindagi ka
Maja lijiye
Shayaraana si hai
Jindagi ki faja
Aap bhi jindagi ka
Maja lijiye
Mai ghajal ban gayi
Aapke samane
Mai ghajal ban gayi
Aapke samane
Shauk se abb mujhe
Gunguna lijiye
Shayaraana si hai
Jindagi ki faja
Aap bhi jindagi ka
Maja lijiye
Shayaraana si hai

Aap sun toh rahe hai
Mere dil ki lay
Iss me benaam si
Ek udaasi bhi hai
Aap sun toh rahe hai
Mere dil ki lay
Iss me benaam si
Ek udaasi bhi hai
Iss me benaam si
Ek udaasi bhi hai
Iss udaasi me nagama
Koyi chhed kar
Iss udaasi me nagama
Koyi chhed kar
Ek bechai dil ki
Duwa lijiye
Shayaraana si hai
Jindagi ki faja
Aap bhi jindagi ka
Maja lijiye
Shayaraana si hai

Aapke pyaar ka
Jo bhi mewaar hai
Isase kab jaaneja
Mujhako inkaar hai
Aapke pyaar ka
Jo bhi mewaar hai
Isase kab jaaneja
Mujhako inkaar hai
Isase kab jaaneja
Mujhako inkaar hai
Jis tarah aap chaahe
Najar aau mai
Jis tarah aap chaahe
Najar aau mai
Mujhako har rang me
Aajama lijiye
Shayaraana si hai
Jindagi ki faja
Aap bhi jindagi ka
Maja lijiye
Shayaraana si hai
Jindagi ki faja
Aap bhi jindagi ka
Maja lijiye
Mai ghajal ban gayi
Aapke samane
Mai ghajal ban gayi
Aapke samane
Shauk se abb mujhe
Gunguna lijiye
Shayaraana si hai
Jindagi ki faja
Aap bhi jindagi ka
Maja lijiye
Shayaraana si hai

MoviePhir Teri Kahani Yaad Aaye
SingerAlka Yagnik
DirectorMahesh Bhatt
Music ComposerAnu Malik
LyricistQateel Shifai
Star CastAroon Bakshi, Rahul Roy, Pooja Bhatt, Pooja Bedi, Avtar Gill, Neena Gupta, Javed Khan, Anu Malik, Krish Malik, Yunus Parvez, G P Singh, Amrit Patel, Reshma, Mahesh Raaj

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *