Shayaraana See Hai Jindagee Kee Faja Lyrics | Phir Teri Kahaani Yaad Aayi | Alka Yagnik | Anu Malik

Shayaraana see hai jindagee kee faja
Aap bhee jindagee kaa maja lijiye
Mai ghajal ban gayee aapke saamane
Shauk se abb mujhe gunguna lijiye

Aap sun toh rahe hai, mere dil kee lay
Iss me benaam see ek udaasee bhee hain
Iss udaasee me nagama koyee chhed kar
Ek bechain dil kee duwa lijiye

Aapke pyaar kaa jo bhee mewaar hain
Isase kab jaaneja mujhako inkaar hain
Jis tarah aap chaahe, najar aau mai
Mujhako har rang me aajama lijiye

MoviePhir Teri Kahaani Yaad Aayi
SingerAlka Yagnik
Music ComposerAnu Malik

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *