Sham -E- Gham Kaise Guzari Lyrics | Manhar Live | Manhar Udhas | Manhar Udhas | Arjan Das

Sham -e- gham kaise guzari mujhe yaad nahi
Sham -e- gham kaise guzari mujhe yaad nahi
Yaad kab aayi tumhari mujhe yaad nahi
Yaad kab aayi tumhari mujhe yaad nahi
Sham -e- gham kaise guzari mujhe yaad nahi

Hosh apne main lutane ko chala aaya thaa
Hosh apne main lutane ko chala aaya thaa
Tune mehfil aye sanwaari mujhe yaad nahi
Sham -e- gham kaise guzari mujhe yaad nahi

Sirf itana to samajta hoon ke main jeeta hoon
Sirf itana to samajta hoon ke main jeeta hoon
Zindagi kis liye pyari hain mujhe yaad nahi
Sham -e- gham kaise guzari mujhe yaad nahi
Yaad kab aayi tumhari mujhe yaad nahi
Sham -e- gham kaise guzari mujhe yaad nahi.

MovieManhar Live
SingerManhar Udhas
Music ComposerArjan Das
Star CastManhar Udhas
LabelUniversal Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *