Shaam se aankh mein nami si hai – (2)
Aaj phir aap ki kamin si hai
Shaam se aankh mein nami si hai
Dafn kar do hamein ke saans mile – (2)
Nabj kuchh der se thami si hai – (2)
Aaj phir aap ki kami si hai
Waqt rehata nahi kahin tikkar – (2)
Isaki aadat bhi aadami si hai – (2)
Aaj phir aap ki kami si hai
Koyi rishta nahi raha phir bhi – (2)
Ek taslim laajami si hai – (2)
Shaam se aankh mein nami si hai
Aaj phir aap ki kamin si hai
| Movie | Khwahishein - Jagjit Singh |
| Singer | Jagjit Singh |