Pyaar Ka Pehla Khat Likhane Waqt Toh Lagata Hai Lyrics | Khwahishein – Jagjit Singh | Jagjit Singh

Pyaar ka pehla khat likhane waqt toh lagata hai

Pyaar ka pehla khat likhane waqt toh lagata hai
Naye parinde ko udane mein waqt toh lagata hai
Pyaar ka pehla khat likhane waqt toh lagata hai

Jism ki baat nahi thi unake dil tak jaana tha – (2)
Lambi duri tai karane mein waqt toh lagata hai – (2)

Gaanth agar lag jaaye toh phir rishte ho ya dori – (2)
Laakh kare koshish ?? waqt toh lagata hai – (2)
Pyaar ka pehla khat, pehla khat, pehla khat…

MovieKhwahishein - Jagjit Singh
SingerJagjit Singh

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *