Sawere Waali Gaadi Se Chale Jaayenge Lyrics | Laat Saab | Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan

Sawere Waali Gaadi Se Chale Jaayenge Lyrics | Laat Saab | Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan

Sawere waali gaadi se chale jaayege
Sawere waali gaadi se chale jaayege
Sawere waali gaadi se chale jaayege
Sawere waali gaadi se chale jaayege
Kuchh le ke jaayege ho kuchh de ke jaayege
Sawere waali gaadi se chale jaayege
Sawere waali gaadi se chale jaayege

Ye mela do ghadi kaa do dino ki hai bahaar
Samay ki bahati dhaar kahati jaati hai pukaar
Ye mela do ghadi kaa do dino ki hai bahaar
Samay ki bahati dhaar kahati jaati hai pukaar
Pukaar haay haay haay-haay
Mahmaan kab ruke hai kaise roke jaayege
Mahmaan kab ruke hai kaise roke jaayege
Kuchh le ke jaayege ho kuchh de ke jaayege
Sawere waali gaadi sawere waali
Sawere waali gaadi se chale jaayege
Sawere waali gaadi se chale jaayege

Milo to milo pyaar se bolo to mithi baat
Hamaare bade bhaag hui tumse mulaakaat
Milo to milo pyaar se bolo to mithi baat
Hamaare bade bhaag hui tumse mulaakaat
Mulaakaat haay haay haay
Milega kuchh to dil jo yahaan kho ke jaayege
Milega kuchh to dil jo yahaan kho ke jaayege
Kuchh le ke jaayege ho kuchh de ke jaayege
Sawere waali gaadi haan sawere waali hoy-hoy
Sawere waali gaadi se chale jaayege
Sawere waali gaadi se chale jaayege

Nishaani koi pyaar ki to chhod jaayege
Kahaani koi pyaar ki to jod jaayege
Nishaani koi pyaar ki to chhod jaayege
Kahaani koi pyaar ki to jod jaayege
To jod jaayege haay haay
Banege kisi ke kisi ke ho ke jaayege
Banege kisi ke kisi ke ho ke jaayege
Kuchh le ke jaayege ho kuchh de ke jaayege
Sawere waali gaadi sawere waali
Sawere waali gaadi se chale jaayege
Sawere waali gaadi se chale jaayege
Kuchh le ke jaayege
Kuchh de ke jaayege
Sawere waali gaadi se chale jaayege
Ho sawere waali gaadi se chale jaayege

MovieLaat Saab
SingerMohammed Rafi
DirectorHari Walia
Music ComposerShankar Jaikishan
LyricistShailendra
Star CastShammi Kapoor, Prem Chopra, Nutan, Vandana, Lalita Pawar, Rajendra Nath, Murad, Omprakash

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *