Sapnon Ka Gharonda Toota Halath Ke Is Toofan Lyrics | Humse Badhkar Kaun | Bhupinder Singh | Ram Laxman

Sapnon Ka Gharonda Toota Halath Ke Is Toofan Lyrics | Humse Badhkar Kaun | Bhupinder Singh | Ram Laxman

Baste baste basa le man
Barso me abaad hua
Ek saiyad ki najar lagi to
Pal bhar me barbad hua
Sapno ka gharaunda tuta
Sapno ka gharaunda tuta
Halat ke is tufa me
Tinke se tinka chhuta
Sapno ka gharaunda tuta
Sapno ka gharaunda tuta

Jaane kab ye nek bane
Ya ki badi ke shikar bane
Apni manjil par pahuche
Ya raaho ke khar bane
Jaane kab ye nek bane
Ya ki badi ke shikar bane
Apni manjil par pahuche
Ya raaho ke khar bane
Kis mod pe masumo se
Mamta ka saya chuta
Sapno ka gharaunda tuta
Sapno ka gharaunda tuta

Dil ke tukde bhi khoye
Mang se lali ruth gayi
Dukh ki agan me jali dukhiyaa
Koyla bani na raakh bhayi
Dil ke tukde bhi khoye
Mang se lali ruth gayi
Dukh ki agan me jali dukhiyaa
Koyla bani na raakh bhayi
Aanchal ka sukh bhi khoyaa
Kaajal naino se ruthaa
Sapno ka gharaunda tuta
Sapno ka gharaunda tuta
Halat ke is tufa me
Tinke se tinka chuta
Sapno ka gharaunda tuta
Sapno ka gharaunda tuta

MovieHumse Badhkar Kaun
SingerBhupinder Singh
DirectorDeepak Bahry
Music ComposerRam Laxman
LyricistRavindra Rawal
Star CastMithun Chakraborty, Ranjeeta, Danny Denzongpa, Vijayendra Ghatge, Ranjeet, Amjad Khan, Padmini Kapila, Neeta Mehta, Kajal Kiran

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *