Sannate Mein Ek Shor Lyrics  | Baaz: A Bird In Danger | Suniel Shetty, Karisma Kapoor | Sunidhi Chauhan | Ismail Darbar

Sannate Mein Ek Shor Lyrics | Baaz: A Bird In Danger | Suniel Shetty, Karisma Kapoor | Sunidhi Chauhan | Ismail Darbar

Sannate me ek shor
Sunai deta hai deta hai
Sannate me ek shor
Sunai deta hai
Sannate me ek shor
Sunayi deta hai
Tanhayi me mujhase
Koi kuchh kehta hai
Tanhayi me mujhase
Koi kuchh kehta hai
Yeh jo ajab si duniya hai
Yeh jo ajab si duniya hai
Yahi toh meri duniya hai
Sannate me ek shor
Sunayi deta hai

Jo panchi udd na paye
Woh hi mere sathi hai
Masle huye phoolo ki
Khushbu mujhe lubhati hai
Roshni chubhti hai aankho
Ko andhero se dosti hai
Sannate me ek shor
Sunayi deta hai
Tanhayi me mujhse
Koi kuchh kehta hai
Tanhayi me mujhse
Koi kuchh kehta hai
Yeh jo ajab si duniya hai
Yeh jo ajab si duniya hai
Yahi toh meri duniya hai
Yahi toh meri duniya hai
Sannate me ek shor
Sunayi deta hai.

MovieBaaz: A Bird In Danger
SingerSunidhi Chauhan
DirectorTinnu Verma
Music ComposerIsmail Darbar
LyricistMehboob Alam Kotwal
Star CastSuniel Shetty, Karisma Kapoor, Jackie Shroff, Dino Morea
LabelBMG Crescendo

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *