Aye Subah Lyrics  | Baaz: A Bird In Danger | Suniel Shetty, Karisma Kapoor | Roop Kumar Rathod, Sadhana Sargam | Ismail Darbar

Aye Subah Lyrics | Baaz: A Bird In Danger | Suniel Shetty, Karisma Kapoor | Roop Kumar Rathod, Sadhana Sargam | Ismail Darbar

Aye subha tu shabnami
Aye ghata tu surmayi
Aye subha tu shabnami
Aye ghata tu surmayi
Aye hawa tujh mein nami
Aye hawa tujh mein nami
Par yaar mera hai itna hasin
Ke tum sab mein to lagti hai kami
Aye subha tu shabnami
Aye ghata tu surmayi

Dekhte hi dil ko jo loot le
Aisa hai jaadoo kise mein kahan
Aisa hai jaadoo kise mein kahan
Tumhe tanha na
Chhodengi meri nigaah
Tumhe tanha na
Chhodengi meri nigaah
Ke aankhon mein
Ho tumhi to base
Aye subha tu shabnami
Aye ghata tu surmayi

Dil betaab hai
Bas yehi khwaab hai
Tujhko main apna
Bana loon sanam
Tujhko main apna
Bana loon sanam
Tujhe duniyan se
Chhin loon teri kasam
Tujhe duniyan se
Chhin loon teri kasam
Mohabbat ki hai yeh deewangi
Aye ghata tu surmayi
Aye subha tu shabnami
Aye ghata tu surmayi
Aye hawa tujh mein nami
Par yaar mera hai itna hasin
Ke tum sab mein
To lagti hai kami.

MovieBaaz: A Bird In Danger
SingerRoop Kumar Rathod, Sadhana Sargam
DirectorTinnu Verma
Music ComposerIsmail Darbar
LyricistMehboob Alam Kotwal
Star CastSuniel Shetty, Karisma Kapoor, Jackie Shroff, Dino Morea
LabelBMG Crescendo

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *