Sanjh Ki Bela Lyrics  | Jwar Bhata | Ruma Guha Thakurta, Aga Jaan | Arun Kumar | Anil Krishna Biswas

Sanjh Ki Bela Lyrics | Jwar Bhata | Ruma Guha Thakurta, Aga Jaan | Arun Kumar | Anil Krishna Biswas

Sanjh ki bela
Sanjh ki bela panchhi akela
Sanjh ki bela
Nainan mein dukh rain adheri
Nainan mein dukh rain adheri
Man me tufano ka mela
Sanjh ki bela sanjh ki bela
Sanjh ki bela panchhi akela
Panchhi akela akela
Sanjh ki bela sanjh ki bela

Tere bin patwar ki naiya
Mila na man ki meet khivaiya
Tere bin patwar ki naiya
Bahta chal tu jidhar le chale
Le chale chale
Bahta chal tu jidhar le chale
Tu chanchal lahro ka rela
Sanjh ki bela sanjh ki bela
Sanjh ki bela panchhi akela
Panchhi akela akela
Sanjh ki bela sanjh ki bela

Khel prem ka azab anokha
Khel prem ka azab anokha
Deta man apne ko dhokha
Khel prem ka azab anokha
Deta man apne ko dhokha
Har jeet kya jane jisne
Har jeet har jeet kya jane jisne
Khel prem ka kabhi na khela
Sanjh ki bela sanjh ki bela
Sanjh ki bela panchhi akela
Panchhi akela akela
Sanjh ki bela sanjh ki bela.

MovieJwar Bhata
SingerArun Kumar
DirectorAmiya Chakravarty
Music ComposerAnil Krishna Biswas
LyricistPandit Narendra Sharma
Star CastRuma Guha Thakurta, Aga Jaan, Vikram Kapoor, Dilip Kumar, Arun Kumar Mukherjee, Mridula Rani, Shamim, K.N. Singh
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *