Samay O Dheere Chalo (Female) Lyrics | Rudaali | Lata Mangeshkar | Bhupen Hazarika

Samay O Dheere Chalo (Female) Lyrics | Rudaali | Lata Mangeshkar | Bhupen Hazarika

??samay o dhire chalo
Bujh gayi raah se chhaon
Dur hai dur hai pee ka gaon
Dhire chalo dhire chalo

Jee ko bahla liya
Tune aas niras ka khel kiya
Tune aas niras ka khel kiya
Char dino me koi jiya na jiya
Char dino me koi jiya na jiya
Jahar ye sans ka piya na piya
Jahar ye sans ka piya na piya

Ye hawa sab le gayi
Karwa ke nishan bhi udha le gayi
Karwa ke nishan bhi udha le gayi
Udti hawao wale milenge kaha
Udti hawao wale milenge kaha
Koi bata do mere piya ka nishan
Koi bata do mere piya ka nishan

Samay o dhire chalo
Bujh gayi raah se chaav
Dur hai dur hai pee ka gaav
Dhire chalo dhire chalo

MovieRudaali
SingerLata Mangeshkar
DirectorKalpana Lajmi
Music ComposerBhupen Hazarika
LyricistGulzar
Star CastRaj Babbar, Dimple Kapadia, Rakhee, Raghuveer Yadav, Amjad Khan, Manohar Singh, Sushmita Mukherjee, Meeta Vasisht, Rajesh Singh, Ravi Jhankal, Sunil Sinha, Ashok Banthia

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *