Sajni chhoti si hai baat dekho bhul na jana

Ab to main jati hu sasural mujhsay itna rakho pyar

Yaha ki preet yaha ki reet dekho bhul na jana
Yaha ki preet yaha ki reet dekho bhul na jana
Sajni chhoti si hai baat dekho bhul na jana
Sajni chhoti si hai baat dekho bhul na jana
Tumhare sasur tumhare paat tumharei sas tumhari maat

Inki sewa sapna hi dekho bhul na jana
Inki sewa sapna hi dekho bhul na jana
Sajni chhoti si hai baat dekho bhul na jana
Sajni chhoti si hai baat dekho bhul na jana
Tumhare pati tumhare praan hai inke charno me kalyan

Jivan geeta ka ye geet dekho bhul na jana
Jivan geeta ka ye geet dekho bhul na jana
Sajni chhoti si hai baat dekho bhul na jana
Sajni chhoti si hai baat dekho bhul na jana
Sajni chhoti si hai baat dekho bhul na jana
Sajni chhoti si hai baat dekho bhul na jana
| Movie | Bhakt Ke Bhagwan |
| Music Composer | Channalal Thakur |
| Lyricist | Kavi Mansavi Prantijwala |