Ae Chand Tu Bata De Mera Chand Hai Kaha Lyrics | Bhakt Ke Bhagwan | Rajkumari | Channalal Thakur

Ae Chand Tu Bata De Mera Chand Hai Kaha Lyrics | Bhakt Ke Bhagwan | Rajkumari | Channalal Thakur

Ae chand tu bta de mera chand hai kaha
Ae chand tu bta de mera chand hai kaha
Main yaha wo kaha
Ae chand tu bta de mera chand hai kaha
Ae chand tu bta de mera chand hai kaha
Main yaha wo kaha

Ae chand teri chandni sandesha layi hai
Ae chand teri chandni sandesha layi hai
Prem ki jogan se jogan milne aayi hai
Prem ki jogan se jogan milne aayi hai
Aate hi pukar main bhi aayegi waha
Aate hi pukar main bhi aayegi waha
Ae chand tu bta de mera chand hai kaha
Ae chand tu bta de mera chand hai kaha
Main yaha wo kaha

Ae chand tu bta de mera chand hai kaha
Ae chand tu bta de mera chand hai kaha
Main yaha wo kaha

Wo kaun si badli me ja ke chup gaye hai
Wo kaun si badli me ja ke chup gaye hai
Unko humari yaad hai ke bhool gaye hai
Unko humari yaad hai ke bhool gaye hai
Main kuch bhi kahu kaise me bhi band hai jubaan
Main kuch bhi kahu kaise me bhi band hai jubaan
Ae chand tu bta de mera chand hai kaha
Ae chand tu bta de mera chand hai kaha
Main yaha wo kaha

MovieBhakt Ke Bhagwan
SingerRajkumari
Music ComposerChannalal Thakur
LyricistKavi Mansavi Prantijwala

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *