Sajatee Hai Yu Hee Mehfil Lyrics | Kudrat | Asha Bhosle | R D Burman

Sajatee hai yu hee mehfil, rang yu hee dhalne do
Ik charag bujh ne do, ik charag jalne do

Saje tamanna laao koyee git gaaye ham
Jashne muhabbat hai yeh jhum ke manaye ham
Sham yeh murado kee subah tak toh chalne do
Sajatee hai yu hee mehfil…..

Abb toh najar bhee apni uthatee hai duwa banakar
Dhadkan bhee nikalee dil se nagamae wafa banakar
Aaj toh dilojan kee hasraten nikalne do
Sajatee hai yu hee mehfil….

MovieKudrat
SingerAsha Bhosle
Music ComposerR D Burman
LyricistMajrooh Sultanpuri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *