Sajan Chale Gaye Tum Lyrics  | Gauhar | Bina Rai, Rehman | Sudha Malhotra | Ghulam Mohammad

Sajan Chale Gaye Tum Lyrics | Gauhar | Bina Rai, Rehman | Sudha Malhotra | Ghulam Mohammad

Saajan chale gaye tum
Saajan chale gaye tum
Sooni bahaar kar ke
Sooni bahaar kar ke
Ye din ye din
Ham intezaar kar ke
Ham intezaar kar ke

Ho o o o o o o
Jab tak juda rahoge
Yaad aayegi tumhaari
Aankhen lagi rahengi
Raste pe ab hamaari
Aankhen lagi rahengi
Furkat ko ab tumhaari
Dekhege pyaar karke
Saajan chale gaye tum
Saajan chale gaye tum
Sooni bahaar kar ke
Sooni bahaar kar ke

Ho o o o
Pardes jaake hamko
Dil se bhula na dena
Khushiyaan jo aa rahi hain
Unko mita na dena
Khushiyaan jo aa rahi hain
Reh jaay na muhabbat
Gham ka singaar karke
Saajan chale gaye tum
Saajan chale gaye tum
Sooni bahaar karke
Sooni bahaar karke.

MovieGauhar
SingerSudha Malhotra
DirectorF H Hassan
Music ComposerGhulam Mohammad
LyricistShakeel Badayuni
Star CastBina Rai, Rehman
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *