Sab Yahaan Hai Lyrics | Aao Wish Karein | Kunal Ganjawala | Ankur Tewari, Xulfi, Mikey McCleary

Sab Yahaan Hai Lyrics | Aao Wish Karein | Kunal Ganjawala | Ankur Tewari, Xulfi, Mikey McCleary

Dil ne jo kaha apne sapno ne jo buna
Wo yaha hai
Mane to mane na dil ki bate tu jane na
Sab yaha hai
Dil ne jo kaha apne sapno ne jo buna
Wo yaha hai
Mane to mane na dil ki bate tu jane na
Sab yaha hai
Dil ne kaha hai tuhi meri jan hai
Manga tha jo hai sab yaha
Hote hai sapne phir sach yu kaha pe
Manga tha jo hai sab yaha

Maine tha jo chuna uparwale ne hai suna
Sab yaha hai
Jisne bhi tha kaha aisa kahi hota hai kya
Woh kaha hai
Khwabo ka jaha hota hai sach ye dekho na
Sab yaha hai
Man se jo maangoge
Puri dunia ko paaoge
Yeh ho raha hai
Dil ne kaha hai tuhi meri jan hai
Manga tha jo hai sab yaha
Hote hai sapne phir sach yu kaha pe
Manga tha jo hai sab yaha

Dil ne jo kaha apne sapno ne jo buna
Wo yaha hai
Mane tu ya mane na dil ki bate tu jane na
Sab yaha hai
Maine tha jo chuna uparwale ne hai suna
Sab yaha hai
Jiane bhi tha kaha aisa kahi hota hai kya
Woh kaha hai
Khwabo ka jaha hota hai sach ye dekho na
Sab yaha hai
Man se jo maangoge
Puri dunia ko paaoge
Yeh ho raha hai
Dil ne kaha hai tuhi meri jan hai
Manga tha jo hai sab yaha
Hote hai sapne phir sach yu kaha pe
Manga tha jo hai sab yaha

Dil ne kaha hai tuhi meri jan hai
Manga tha jo hai sab yaha
Hote hai sapne phir sach yu kaha pe
Manga tha jo hai sab yaha
Dil ne kaha hai tuhi meri jan hai
Manga tha jo hai sab yaha
Hote hai sapne phir sach yu kaha pe
Manga tha jo hai sab yaha

MovieAao Wish Karein
SingerKunal Ganjawala
DirectorGlenn Baretto
Music ComposerAnkur Tewari, Xulfi, Mikey McCleary
LyricistAnkur Tewari
Star CastAftab Shivdasani, Aamna Shariff, Johny Lever, Riteish Deshmukh, Rati Agnihotri, Yatin Karyekar, Tiku Talsania, Suhasini Mulay

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *