Sab Kuch Bhoola Diya (Duet) Lyrics | Hum Tumhare Hain Sanam | Sonu Nigam, Sapna Awasthi | Bali Brahmbhatt

Sab Kuch Bhoola Diya (Duet) Lyrics | Hum Tumhare Hain Sanam | Sonu Nigam, Sapna Awasthi | Bali Brahmbhatt

Hamne tumse tumne hamara rishta joda gam se
Ek wfa ke shiva koun si khta hui thi hamse

Kabhi bandhan juda liya kabhi daman chhuda liya
Kabhi bandhan juda liya kabhi daman chhuda liya
Kabhi bandhan juda liya kabhi daman chhuda liya
Ho sathi re kaisa sila diya ye wfa ka
Kaisa sila diya ye wfa ka kaisa sila diya
Tere vade vo irade tere vade vo irade
Ho mitva re
Sabkuchh bhula diya ye wfa ka kaisa sila diya
Sabkuchh bhula diya ye wfa ka kaisa sila diya

Meri yado mein tum ho meri sanso mein tum ho
Magar tum jane kaisi galatfailmi mein gum ho
Tumhare ghar ko madir devta tumko bana liya
Tumhare ghar ko madir devta tumko bana liya
Devta tumko bana liya
Tere vade vo irade tere vade vo irade
Ho mitva re
Sabkuchh bhula diya ye wfa ka kaisa sila diya
Sabkuchh bhula diya ye wfa ka kaisa sila diya

Umar bhar so na sakenge kisi ke ho na sakenge
Ajnabi tum ho jao gair hum ho na sakenge
Kisi begane ki khatir tumne apno ko bhula diya
Kisi begane ki khatir tumne apno ko bhula diya
Tumne apno ko bhula diya
Ha tumne apno ko bhula diya
Tere vade vo irade tere vade vo irade
Ho mitva re
Sabkuchh bhula diya ye wfa ka kaisa sila diya
Sabkuchh bhula diya ye wfa ka kaisa sila diya
Sabkuchh bhula diya ye wfa ka kaisa sila diya

MovieHum Tumhare Hain Sanam
SingerSonu Nigam, Sapna Awasthi
DirectorK.S. Adhiyaman
Music ComposerBali Brahmbhatt
LyricistKartik Awasthi
Star CastShahrukh Khan, Madhuri Dixit, Salman Khan, Aishwarya Rai, Atul Agnihotri, Aruna Irani, Suman Ranganathan, Laxmikant Berde, Alok Nath, Vikas Anand, Dinesh Hingoo, Asha Sharma

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *