Saajan Se Milne Jana Hai Aaj Doli Pe Ho Ja Swaar Lyrics | Parayaa Ghar | Anuradha Paudwal | Laxmikant Pyarelal

Saajan Se Milne Jana Hai Aaj Doli Pe Ho Ja Swaar Lyrics | Parayaa Ghar | Anuradha Paudwal | Laxmikant Pyarelal

Sajan se milne jana hai aaj doli pe ho ja sawar ho
Apne piya ko lubhana hai aaj karle tu solah singar
Sajan se milne jana hai aaj doli pe ho ja sawar ho
Apne piya ko lubhana hai aaj karle tu solah singar

Jinse lagi lagan unse hoga milan
Apne hatho se tujhko saja dungi sakhi
Lahke kajara tera mahke gajra tera
Apni khushiya bhi tujh par luta du sakhi
Ye rup uspe lutana hai aaj hona hai tujh par nisar ho
Apne piya ko lubhana hai aaj karle tu solah singar

Ek aati hai rut ek jati hai rut
Jisme dil khil uthe rut hai sawan wahi
Chahte hai sabhi par ye sach hai sakhi
Jisko chahe piya hai suhagan wahi
Jisko chahe piya hai suhagan wahi
Dil yu khushi se diwana hai aaj
Tujh par diya khud ko war ho
Apne piya ko lubhana hai aaj karle tu solah singar
Sajan se milne jana hai aaj doli pe ho ja sawar ho
Apne piya ko lubhana hai aaj karle tu solah singar

MovieParayaa Ghar
SingerAnuradha Paudwal
DirectorKalpataru
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistHasan Kamal
Star CastRishi Kapoor, Jaya Prada, Aruna Irani, Madhavi, Sachin Pilgaonkar, Tanuja, Kader Khan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *