Saajan Saajan Pukaaru Galiyon Mein Lyrics | Saajan (1969) | Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi | Laxmikant-Pyarelal

Saajan saajan
Saajan saajan pukaaru galiyon mein – (2)
Kabhi phulon mein dhundu kabhi kaliyon mein
Saajan saajan pukaaru galiyon mein
Saajan saajan aa ha, ke saajan saajan pukaaru galiyon mein

Aise rutha hai bedardi kahaan na maane – (2)
Mere dil ki meri jaan ki kadar na jaane
Main usi julmi ke naina mastaane
Kabhi phulon mein dhundu
Phulon mein dhundu kabhi kaliyon mein
Saajan saajan pukaaru galiyon mein
Saajan saajan aa ha, ke saajan saajan pukaaru galiyon mein

Mujhase kehati hai parbat pe ghata chha chha ke – (2)
O raama hasati hai purab se hawa aa aake
Woh chhipa hai dil mein aur na jaan jaan ke
Kabhi phulon mein dhundu haan
Phulon mein dhundu kabhi kaliyon mein
Saajan saajan pukaaru galiyon mein
Saajan saajan aa ha, ke saajan saajan pukaaru galiyon mein

MovieSaajan (1969)
SingerLata Mangeshkar, Mohammad Rafi
Music ComposerLaxmikant-Pyarelal

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *