Ruk jaana nahin tu kahin haar ke
Kaanto pe chal ke milenge saaye bahaar ke
Ruk jaana nahin tu kahin haar ke
Kaanto pe chal ke milenge saaye bahaar ke
O raahi o raahi o raahi
O raahi o raahi o raahi
Suraj dekh ruk gaya hai
Tere aage jhuk gaya hai
Suraj dekh ruk gaya hai
Tere aage jhuk gaya hai
Jab kabhi aise koi mastana
Nikle hain apni dhun mein dewaana
Shaam suhaani ban jaate hain
Din intzaar ke
O raahi o raahi o raahi o raahi
Ruk jaana nahin tu kahin haar ke
Kaanto pe chal ke milenge saaye bahaar ke
Ruk jaana nahin tu kahin haar ke
Kaanto pe chal ke milenge saaye bahaar ke
O raahi o raahi o raahi o raahi
| Movie | Soundtrack |
| Singer | Suraj Jagan |
| Director | Neerav Ghosh |
| Music Composer | Midival Punditz, Karsh Kale, Laxmikant Pyarelal |
| Lyricist | Majrooh Sultanpuri |
| Star Cast | Rajeev Khandelwal, Soha Ali Khan, Mrinalini Sharma, Mohan Kapoor, Ankur Tewari, Siddharath Coutto, Manu Rishi, Surendra Rajan, Adhir Bhatt, Anu Malik, Salim Merchant, DJ Aqeel, Kailash Kher, Yatin Karyekar, Anurag Kashyap |

