Dil kya kehta hai mera
Kya main bataoon
Tum ye samjhoge shayad
Main paagal hoon
Dil karta hai tv tower pe main chadh jaaun
Chilla chilla ke main ye sabse keh doon
Rock on!!
Hai ye waqt ka ishaara
Rock on!!
Har lamha pukaara
Rock on!!
Yunhi dekhta hai kya tu
Rock on!!
Zindagi milegi na dobara
Dil karta hai sadkon par zor se gaaun
Sab apne apne ghar ki khidki kholein
Phir main aise joshile geet sunaaun
Mere geeton ko sun kar sab ye bolein
Rock on!!
Hai ye waqt ka ishaara
Rock on!!
Har lamha pukaara
Rock on!!
Yunhi dekhta hai kya tu
Rock on!!
Zindagi milegi na dobara
Jaise jeene ko dil chahe jee waise tu
Meri toh hai bas ye raay ki
Apne jitne bhi armaan hain poore karle tu
Rock on!!
Hai ye waqt ka ishaara
Rock on!!
Har lamha pukaara
Rock on!!
Yunhi dekhta hai kya tu
Rock on!!
Zindagi millegi na dobara
Rock on!!
Hai ye waqt ka ishaara
Rock on!!
Har lamha pukaara
Rock on!!
Yunhi dekhta hai kya tu
Rock on!!
Zindagi millegi na dobara.
| Movie | Rock On!! 2 |
| Singer | Farhan Akhtar, Shraddha Kapoor |
| Director | Shujaat Saudagar |
| Music Composer | Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan |
| Lyricist | Javed Akhtar |
| Star Cast | Farhan Akhtar, Arjun Rampal, Purab Kohli, Shraddha Kapoor, Prachi Desai, Shashank Arora |
| Label | Zee Music Company |

