Rishte Tute Bandhan Tute Lyrics | Hasrat (Pankaj Udhas) | Pankaj Udhas

Rishte tute bandhan tute sajne wale darpan tute

Sab kuchh tod ke beshak jana lekin pehle yeh toh batana
Jo pal bite sath tumhare unase pichha kaise chhute
Rishte tute bandhan tute sajne wale darpan tute

Haste huye rehte the ham rote huye jine lage
Khushiya huyee mann se bida gam me tere pine lage
Log karenge kya kya bate yad hain sawan kee barsate
Jo pal bite sath tumhare unse pichha kaise chhute
Rishte tute bandhan tute sajne wale darpan tute

Kehatee hai sham ye kya huwa nagma koyee gate nahee
Gulshan ne bhee puchha mujhse ab tum milne aate nahee
Mushkil hai kitna ye samjhana tute dil kaa dard chupana
Jo pal mehke sath tumhare unakee khushbu kaise chhute
Rishte tute bandhan tute sajne wale darpan tute
Sab kuchh tod ke beshak jana lekin pehle yeh toh batana
Jo pal bite sath tumhare unse pichha kaise chhute
Rishte tute bandhan tute sajne wale darpan tute
Sab kuchh tod ke beshak jana lekin pehle ye to batana
Jo pal bite sath tumhare unse pichha kaise chhute

MovieHasrat (Pankaj Udhas)
SingerPankaj Udhas

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *