Rishta Lyrics  | Laali Ki Shaadi Mein Laaddoo Deewana | Saurabh Shukla, Darshan Jariwala | Ankit Tiwari, Arko Pravo Mukherjee | Arko Pravo Mukherjee

Rishta Lyrics | Laali Ki Shaadi Mein Laaddoo Deewana | Saurabh Shukla, Darshan Jariwala | Ankit Tiwari, Arko Pravo Mukherjee | Arko Pravo Mukherjee

Na na na na naa na na…

Mujhe mein hi koi hiss hai tera
Jaane kya tujhse rishta hai mera
Mujhe mein hi koi hiss hai tera
Jaane kya tujhse rishta hai mera
Aaj harf jaise tujhe likh doon
Tere hotho se lafzo sa nikaloon
Rooh se rooh zara chakh loon
Aaja dil ki jagah tujhko rakh loon
Yun hi aks mujh mein dikhta hai tera
Jaane kya tujhse rishta hai mera

Ye dooriya mita humdum
Majbooriya mita humdum
Teri saanso mein nigahon mein
Mujhe rehna sadaa

Ye dooriya mita humdum
Majbooriya mita humdum
Teri aaho mein panaaho mein
Mujhe rehna sadaa

Na na na na naa na na…

MovieLaali Ki Shaadi Mein Laaddoo Deewana
SingerAnkit Tiwari, Arko Pravo Mukherjee
DirectorManish Harishankar
Music ComposerArko Pravo Mukherjee
LyricistGhulam Mohd Khavar
Star CastSaurabh Shukla, Darshan Jariwala, Sanjay Mishra, Vivaan Shah, Ravi Kishan, Akshara Haasan, Gurmeet Choudhary, Suhasini Mulay, Kavitta Verma
LabelZee Music Company

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *