Reshami Salawaar Kudataa Jaali Kaa Lyrics | Naya Daur | Shamshad Begum, Asha Bhosle | O P Nayyar

Reshami Salawaar Kudataa Jaali Kaa Lyrics | Naya Daur | Shamshad Begum, Asha Bhosle | O P Nayyar

Reshami salwar kurta jaali ka
Rup saha nahi jaaye nakhre waali ka
Hoy
Reshami salwar kurta jaali ka
Rup saha nahi jaaye nakhre waali ka
Hoy
Jaa re pichha chhod mujh matwaali ka
Kahe dhundhe raasta kotwaali ka
Jaa re pichha chhod mujh matwaali ka
Kahe dhundhe raasta kotwaali ka

Jab jab tujhko dekhu mere dil me chhute phuljhadiya
Karunga tera pichha chaahe lag jaaye hathkadiya
Are karunga tera pichha chaahe lag jaaye hathkadiya
Kya hai kotwaali ka
Rup saha nahi jaaye nakhre waali ka
Hoy
Jaa re pichha chhod mujh matwaali ka
Kahe dhundhe raasta kotwaali ka

Mai hu izzat waali mujhe samajh na aisi vaisi
Bade bado ki maine kar di hai aisi taisi
Bade bado ki maine kar di hai aisi taisi
Tu hai kis thaali ka
Kahe dhundhe raasta kotwaali ka
Reshami salwar kurta jaali ka
Rup saha nahi jaaye nakhre waali ka
Hoy

Rup tere kaalat ka mere dil ko de gaya jhatka
Rang bhare haatho se zara khol de pat ghunghat ka
Hay rang bhare haatho se zara khol de pat ghunghat ka
Dil hai dilwaali ka
Rup saha nahi jaaye nakhre waali ka
Hoy
Jaa re pichha chhod mujh matwaali ka
Kahe dhundhe raasta kotwaali ka
Reshami salwar kurta jaali ka
Rup saha nahi jaaye nakhre waali ka
Hoy

MovieNaya Daur
SingerShamshad Begum, Asha Bhosle
DirectorB R Chopra
Music ComposerO P Nayyar
LyricistSahir Ludhianvi
Star CastDilip Kumar, Ajit, Jeevan, Manmohan Krishan, Daisy Irani, Vyjayantimala, Chand Usmani, Nasir Husain, Leela Chitnis, S N Banerjee, Pratima Devi, Radha Kishan, Johnny Walker, Kumkum, Minu Mumtaz, Moolchand, Babu, Nazir, Ravi Kant, Sagar, Uma Dutt, Laxman, N

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *