Resham Jaisee Hain Rahe, Khole Hain Bahe Lyrics | Ek Tha Dil Ek Thi Dhadkan | Abhijeet | Anand Raj Anand

Aa aa aa aa aa…..
Ru ru ru ru ru…..

Aa aa aa aa aa…..

Resham jaisee hain rahe, khole hain bahe
Yeh vadiya, mausam sare hain apne
Rangin sapne hain meharban
Yu hee gayenge milke, ham git dil ke sadiyo yaha

Resham jaisee hain rahe, khole hain bahe
Yeh vadiya, mausam sare hain apne
Rangin sapne hain meharban……..

(O o mehkee hain kaliya, phul khilte hain
Dekho jahan ham dono milte hain) – (2)

Kal ham na honge, yeh bahare phir bhee aayengee
Shayad hamaree, yeh kahanee dauhrayengee
Koyee toh hamara dhund lengee yeh nishan

Resham jaisee hain rahe, khole hain bahe
Yeh vadiya, mausam sare hain apne
Rangin sapne hain maherban……

O ho (aawaj koyee jaise gunjee hai
Mere liye duniya me tu hee hai) – (2)

Mar ke bhee jana, tere dar pe laut aaunga
Yeh dil hai teraa, dil hathelee pe mai launga
Vada hai yeh meraa, pura hoga meree jan……

Resham jaisee hain rahe, khole hain bahe
Yeh vadiya, mausam sare hain apne
Rangin sapne hain meharban
Yu hee gayenge milke, ham git dil ke sadiyo yaha

Aa aa aa aa aa……..

MovieEk Tha Dil Ek Thi Dhadkan
SingerAbhijeet
Music ComposerAnand Raj Anand
LyricistJaved Akhtar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *