Raat barsaat ki
Pahli mulakat ki
Raat barsaat ki
Pahli mulakat ki
Yaad rakho baalma
Yaad rakho baalma
Yaad rakho baalma
Yaad rakho baalma jo ruthne ki baat ki
Raat barsaat ki
Pahli mulakat ki
Raat barsaat ki
Pahli mulakat ki
Yaad rakho baalma jo ruthne ki baat ki
Raat barsaat ki
Pahli mulakat ki
Bund bund barse
Dil mera tarse
Pahli pahli baar piya
Nikli hu ghar se
Bund bund barse
Dil mera tarse
Pahli pahli baar piya
Nikli hu ghar se
Chori chori aake saiya
Chori chori aake saiya
Maine mulakat ki
Raat barsaat ki
Pahli mulakat ki
Raat barsaat ki
Pahli mulakat ki
Yaad rakho baalma jo ruthne ki baat ki
Raat barsaat ki
Pahli mulakat ki
Bijli ne roka
Pani ne toka
Chali aayi sochke jo hoga so hoga
Bijli ne roka
Pani ne toka
Chali aayi sochke jo hoga so hoga
Tere liye thand sahi
Tere liye thand sahi
Bhigi bhigi raat ki
Raat barsaat ki
Pahli mulakat ki
Raat barsaat ki
Pahli mulakat ki
Yaad rakho baalma
Yaad rakho baalma
Yaad rakho baalma
Yaad rakho baalma jo ruthne ki baat ki
Raat barsaat ki
Pahli mulakat ki
Raat barsaat ki
Pahli mulakat ki
| Movie | Jhanjhar |
| Singer | Lata Mangeshkar |
| Director | Kidar Sharma |
| Music Composer | Chitalkar Ramchandra |
| Lyricist | Rajinder Krishan |
| Star Cast | Motilal, Kamini Kaushal, K N Singh, Sunder, Usha Kiran, Sajjan, Om Parkesh |

