Rajdulara Too Meree Ankh Kaa Tara Lyrics | Jaan Se Pyaara | Abhijeet | Anand-Milind

Rajdulara too meree ankh kaa tara
Bhayi mere too hai mujhe jan se pyara
Chand dhal gaya rat so gayee, dekh toh kitnee der ho gayee
Lori gayun mai sulayun so ja so ja so ja
Rajdulara too

Teree bhalayee kee duwa mangata rahu
Tere liye saree umar jagata rahu
Tere sare gam hans ke mai sahu, har ghadee tere samane rahu
Loree gau

Tere vaste mila mujhko toh yeh jivan
Sadiyo tak na tutega yeh pyar kaa bandhan
De du mai tujhe teree har khushee
Bin tere hai kya meree jindagee, loree gau

MovieJaan Se Pyaara
SingerAbhijeet
Music ComposerAnand-Milind
LyricistSameer

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *