((raja khaike to dekho
Tum humra paan) – (2)
Bhul jaoge har ek banaras ki dukan – 2) – (2)
Ho raja
(Khidmat me hazir huyi me janab ki
Nazro se chhun lo ye kaliya sabab ki) – (2)
Paan ki har gilori me haye
Paan ki har gilori me hai humri jaan – 2
Bhul jaoge har ek banaras ki dukan – 2
(Raja khaike to dekho
Tum humra paan) – (2)
Bhul jaoge har ek banaras ki dukan – 2
Ho raja
(Kano me zume ye lakhnau ke zumke
Bareli ki payal hai nachungi jam ke) – (2)
Sari up me mashahur hoye
Sari up me mashahur hai humri shan – 2
Bhul jaoge har ek banaras ki dukan – 2
(Raja khaike to dekho
Tum humra paan) – (2)
Bhul jaoge har ek banaras ki dukan – 4
| Movie | Le Chal Apne Sang |
| Singer | Sadhna Ghanekar |
| Music Composer | Raamlaxman |
| Lyricist | Dev Kohli |