Rain Bhayi So Lyrics  | Raj Sinhasan | Mahipal, Amita | Lata Mangeshkar | Chitragupta Shrivastava

Rain Bhayi So Lyrics | Raj Sinhasan | Mahipal, Amita | Lata Mangeshkar | Chitragupta Shrivastava

Rain bhayi so ja re panchhi
Rain bhayi so ja re panchhi
Bhor bhaye ud jana hai
Aaj to so le sukh ki nindiya
Aaj to so le sukh ki nindiya
Kal kahi aur thikana hai
Rain bhayi so ja re panchhi
Bhor bhaye ud jana hai
Rain bhayi so ja re panchhi

Samajh are jiwan ki bhasha
Samajh are jiwan ki bhasha
Aasha mein bhi chhipi nirasha
Aasha mein bhi chhipi nirasha
Jiwan bhar ka rona hai
Aur pal bhar ka muskana hai
Rain bhayi so ja re panchhi
Rain bhayi so ja re panchhi

Is nagari ki reet hai jhuthi
Meet hai jhutha preet hai jhuthi
Is nagari ki reet hai jhhuthi
Meet hai jhutha preet hai jhuthi
Laut ke panchhi is nagari mein
Laut ke panchhi is nagari mein
Tujhko kabhi na aana hai
Tujhko kabhi na aana hai.

MovieRaj Sinhasan
SingerLata Mangeshkar
DirectorKundan Kumar
Music ComposerChitragupta Shrivastava
LyricistAnjum Jaipuri
Star CastMahipal, Amita, Hiralal, Sunder
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *