Rab Jaisa Roop Tumhara Lyrics  | Meera Ka Mohan | Avinash Wadhavan, Ashwini Bhave | Anuradha Paudwal, Udit Narayan | Arun Paudwal

Rab Jaisa Roop Tumhara Lyrics | Meera Ka Mohan | Avinash Wadhavan, Ashwini Bhave | Anuradha Paudwal, Udit Narayan | Arun Paudwal

Rab jaisa roop tumhara
Deta hain dil ko sahara
Rab jaisa roop tumhara
Deta hain dil ko sahara
Ho sooraj ho ya tara,
Phool ho ya angara
Jisme roop tumhara
Wahi mujhe pyara

Rab jaisa roop tumhara
Deta hain dil ko sahara
Ho sooraj ho ya tara,
Phool ho ya angara
Jisme roop tumhara
Wahi mujhe pyara
Rab jaisa roop tumhara
Deta hain dil ko sahara

Pyar me mere itani agan hai,
Sooraj mein bhi na hogi
Pyar me mere itani agan hai,
Sooraj mein bhi na hogi
Teri lagan ne tabhi toh
Mujhako bana diya teraa jogi
Jaise moti jaise tara,
Vaise chamake ang tumhara

Rab jaisa roop tumhara
Deta hain dil ko sahara
Sooraj ho ya tara,
Phool ho ya angara
Jisme roop tumhara
Wahi mujhe pyara
Rab jaisa roop tumhara
Deta hain dil ko sahara

Lab isaliye hasin nahi
Phoolo se woh khilate hain
Lab isaliye hasin nahi
Phoolo se woh khilate hain
Phool hasin hai isaliye ke
Hontho se woh milate hain
Aankhe teri jeevan dhara,
Har ik tara in par vaara

Rab jaisa roop tumhara
Deta hain dil ko sahara
Sooraj ho ya tara,
Phool ho ya angara
Jisme roop tumhara
Wahi mujhe pyara
Rab jaisa roop tumhara
Deta hain dil ko sahara.

MovieMeera Ka Mohan
SingerAnuradha Paudwal, Udit Narayan
DirectorK. Ravi Shankar
Music ComposerArun Paudwal
LyricistIndeevar (Shyamalal Babu Rai)
Star CastAvinash Wadhavan, Ashwini Bhave, Pran
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *