Raaz Ki Baat Keh Gaya Chehra Lyrics | Aashiyan | Pankaj Udhas, Anuradha Paudwal | R D Burman

Raaz Ki Baat Keh Gaya Chehra Lyrics | Aashiyan | Pankaj Udhas, Anuradha Paudwal | R D Burman

Raaz ki baat kah gaya chehra
Raaz ki baat kah gaya chehra
Ban gaya dil ka ayina chehra
Raaz ki baat kah gaya chehra

Aj ka din hasin guzrega
Aj ka din hasin guzrega
Aj ka din hasin guzrega
Subah dekha hai apka chehra
Subah dekha hai apka chehra
Ban gaya dil ka ayina chehra
Raaz ki baat kah gaya chehra

Aap ghar kar gaye hai ankho me
Aap ghar kar gaye hai ankho me
Aap ghar kar gaye hai ankho me
Kaise dekhenge dusra chehra
Kaise dekhenge dusra chehra
Ban gaya dil ka ayina chehra
Raaz ki baat kah gaya chehra

Dil ke khamosh taar ched gaya
Dil ke khamosh taar ched gaya
Dil ke khamosh taar ched gaya
Gungunata ye bolta chehra
Gungunata ye bolta chehra
Ban gaya dil ka ayina chehra
Raaz ki baat kah gaya chehra
Raaz ki baat kah gaya chehra
Ban gaya dil ka ayina chehra
Raaz ki baat kah gaya chehra

MovieAashiyan
SingerPankaj Udhas, Anuradha Paudwal
Music ComposerR D Burman
LyricistMajrooh Sultanpuri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *