Raat kate na bin tore sanwariya
Raat kate na bin tore sanwariya
Rang ghte na bin tore sanwariya
Rang ghte na bin tore sanwariya
Raat kate na bin tore sanwariya
Vaidh bhi hara
Hakim bhi hara
Dekh ke haal mera
Are vaidh bhi hara
Hakim bhi hara
Dekh ke haal mera
Preet ak rog samjh nahi paya
Preet ak rog samajh nahi paya
Haar gaya dildara
Ho kasht mite na bin tore sanwariya
Raat kate na bin tore sanwariya
Raag na bhaye rang na bhaye
Na mausam suhana
Raag na bhaye rang na bhaye
Na mausam suhana
Sang ki sakhiya bairan ho gayi
Sang ki sakhiya bairan ho gayi
Kas kas mare tana
Ho chain pade na bin tore sanwariya
Raat kate na bin tore sanwariya
Raat kate na bin tore sanwariya
| Movie | Daaku |
| Singer | Usha Mangeshkar, Preeti Sagar |
| Director | Basu Bhattacharya, Basu Chatterjee |
| Music Composer | Shamji Ghanshyamji |
| Lyricist | Rameshwar Tyagi |
| Star Cast | Kabir Bedi, Laxmi Chhaya, Bindu, Dulari, Vijay Arora, Amrish Puri |

